Na jane kya jaadu kiya hai tumne
Lagta hai warsoein se jaanu tumhe
Na jane kahan tum gayab ho gaye
Tumhare bina ab ji na lage
Jab dil mera roye
Kaun mujhe hasaye
Jab main kisi se roothoon
Kaun mujhe manaye
Kisko bataun, kaise samjhaoon
Kaun hai mera yahan
Wapas aakar, sab kuch bhulakar
Banaye ek naya jahan
